Bewaqt

Tu aaya hai lafz ban kar,
Iss baarish ki thand hawa sa,
Yeh girti boondein in palkon par,
Yeh ishq hai ya fitoor tera,
Tu samjha...



Yeh palkein Jo tak rahi raasta tera,
Inhein aye dil ab bas tu smjha,
Tu aaya hai lafz ban kar,
Iss bewaqt baarish ki wajah na ban ja.



By Zaina a.k.a DivineHeart

Comments

Post a Comment

Popular Posts